Dania
1
Khud ko iss dil main basaney ki ijazat dedo,
Mujhko tum apna bananey ki ijazat dedo.
Tum meri zindagi ka ek haseen lamha ho,
Phoolon se khud ko sajaney ki ijazat dedo.
Main kitna chahta hoon kis tarha bataoun tumhain,
Mujhe yeh tum aaj bataney ki ijazat dedo.
Tumhari raat si zulfon main chand sa chehra,
Mujhey yeh shaam sajaney ki ijazat dedo.
Mujhe qaid karlo apney ishq main,
Yeh jaan tum pe lutaney ki ijazat dedo.
Nahin hai shouq tumko bhoolney ka magar,
Mujhey yeh duniya bhulaney ki ijazat dedo…
Amal
2
Re: Khud ko iss dil main basaney ki ijazat dedo,
Looks quite filmi…Thanx for sharing Dania_2000:k:
Re: Khud ko iss dil main basaney ki ijazat dedo,
Pretty gud :k:
MAYAZ
4
Re: Khud ko iss dil main basaney ki ijazat dedo,
Gr8 Post...!
Day Di Ijazat ;) Ki yaad karoogay........!
Zamil
5
Re: Khud ko iss dil main basaney ki ijazat dedo,
Mujhko tum apna bananey ki ijazat dedo.
Tum meri zindagi ka ek haseen lamha ho,
Phoolon se khud ko sajaney ki ijazat dedo.
Main kitna chahta hoon kis tarha bataoun tumhain,
Mujhe yeh tum aaj bataney ki ijazat dedo.
Tumhari raat si zulfon main chand sa chehra,
Mujhey yeh shaam sajaney ki ijazat dedo.
Mujhe qaid karlo apney ishq main,
Yeh jaan tum pe lutaney ki ijazat dedo.
Nahin hai shouq tumko bhoolney ka magar,
Mujhey yeh duniya bhulaney ki ijazat dedo.....
Wahh.....Niiiiiice....:)
Re: Khud ko iss dil main basaney ki ijazat dedo,
{{Nahin hai shouq tumko bhoolney ka magar,
Mujhey yeh duniya bhulaney ki ijazat dedo.....}}
nice sharing dania:)
Re: Khud ko iss dil main basaney ki ijazat dedo,
*Buhat nice hai Dania ji,,, *
Phir aa gaye terey cochey mai khush nigah terey
ghame jahan ki saleebon pe jhool ker jana

very romantic