Khud ko is dil main basane ki Ijazat Day Do
Mujh ko tum apna bananay ki Ijazat Day Do…
Tum meri zindagi ka ek haseen lamha ho
Phoolon say khud ko sajanay ki Ijazat Day Do
Main kitna chahta hoon kis tarha bataoon tumhain
Mujhay yeh aj batanay ki Ijazat Day Do
Tumhari raat si zulfon main chand sa chehra
Mujhay yeh sham sajanay ki Ijazat Day Do
Mujhay Qaid kar lo apnay ishq main
Yeh jaan tum pe lootanay ki Ijazat Day Do
Nahi hai shauk bhoolnay ka mager
Mujhay yeh duniya bhoolanay ki Ijazat Day Do
Koyal
2
Re: Khud ko is dil main basane ki Ijazat Day Do
nice df :)
Re: Khud ko is dil main basane ki Ijazat Day Do
:)

nice :k:
Re: Khud ko is dil main basane ki Ijazat Day Do
aye haye !! ;)
Khud ko is dil main basane ki Ijazat Day Do
Mujh ko tum apna bananay ki Ijazat Day Do...
Tum meri zindagi ka ek haseen lamha ho
Phoolon say khud ko sajanay ki Ijazat Day Do
Main kitna chahta hoon kis tarha bataoon tumhain
Mujhay yeh aj batanay ki Ijazat Day Do
Tumhari raat si zulfon main chand sa chehra
Mujhay yeh sham sajanay ki Ijazat Day Do
Mujhay Qaid kar lo apnay ishq main
Yeh jaan tum pe lootanay ki Ijazat Day Do
Nahi hai shauk bhoolnay ka mager
Mujhay yeh duniya bhoolanay ki Ijazat Day Do
Paha ji tussi wee shair ho????
ASgar tum chinese maiN shayri karo to maza hee aajaye