Translated from Punjabi… hope will be liked
Khud he apnay dill ko day kar tasalee roya
Raat us ke yaad aye beth kar main kala roya
Loota tha jis nay maray piyar ko
Ahain mari soon kar wo poochta hai logon say
Adhi raat ya koon pagal ta jhala roya
Miti kay naeechay jaa kar ma nay jab baad kee ankhain
Roo roo kar hath rakh liya us nay ankhoon par
Os din yaar mara sub say ho ka kala roya