Khoya

**Sath dil kay chalay dil ko nahi roka hum nay

Jo na apna tha usay toot kay chaha hum nay

Aik dhokay main kati umer hamari sari

Kia batain kisay paya kisay khoya hum nay**