k***oi kesay bikhaRta hai
bikhaR kaR kesay jeeta hai
chamaN maiN tum chalay jaa’Na
khizaa’N k saRd moasam maiN
wahaN patooN ko dekho tum
ya phiR ik aa’eNa lay lo
usay patheR pe day maa’Ro
agaR mushkil ho ye bhi tu
ik phool lay laiNa
hawa k dosh pe rakhNa
tu phiR tum jaaN jaa’o gay
koi kesay bikharta hai
agaR ye bhi na ho tum se
tu hamaray paas aa jaaNa
******hamaRa deedaaR kaR laiNa
khabaR ye ho he jaa’ey ghi
koi kesay bikhaRta hai
Re: khizaa'N k saRd moasam maiN wahaN patooN ko dekho tum
nice :-)

beautiful.

:)

Re: khizaa’N k saRd moasam maiN wahaN patooN ko dekho tum
Lovely stuff koyal ji…kya baat hey :k:
Re: khizaa'N k saRd moasam maiN wahaN patooN ko dekho tum
Nice one Koyal :)

thanks fara :)
Re: khizaa’N k saRd moasam maiN wahaN patooN ko dekho tum
Koyal ji aap ke ashaar ki collection bohat ahci ahi :k:
Re: khizaa’N k saRd moasam maiN wahaN patooN ko dekho tum
beautiful sharing as usual :k:
Re: khizaa’N k saRd moasam maiN wahaN patooN ko dekho tum
Bht Umdaa :k:
Re: khizaa'N k saRd moasam maiN wahaN patooN ko dekho tum
nice sharing :)
Re: khizaa’N k saRd moasam maiN wahaN patooN ko dekho tum
thanks Ali ![]()