Khayal Rakhna!

Re: Khayal Rakhna!

sunna janna chehrey sey ankhun ko noch lu tum o mere khudaaaaaaaaa :rotfl: :omg:

babuji ne kahaa gaon chhod do,
sabne kahaa paro ko chhod do,
paro ne kahaa sharaab chhod do,
aaj tumne kah dia, haweli chhod do,
ek din aayega jab wo kahenge, duniya hi chhod do :smiley:

Re: Khayal Rakhna!

kafi mardana dialogues yaad hain aap ko… tum kia jano ek chutki sindoor ki qeemat chunni baboo (something like that)

Re: Khayal Rakhna!

Aue app ko nisaaaa waley :hehe:

Re: Khayal Rakhna!

ye to her hafte kisi na kisi program main koibol raha hota hai.. per mujhe Baboo ka naam zehn main nahin aa raha

Re: Khayal Rakhna!

Baboo :konfused: : kon suresh :omg:

Re: Khayal Rakhna!

:eek: filmen dekhna kam karo ladki

Re: Khayal Rakhna!

galban app ney galth fermaya hai…humein filmey dekhey huye zamana hu gaya…:snooty:

Re: Khayal Rakhna!

yaqeenan ye baat mutaween ko batane wali hai