Kabhe Na Hatho Se Hath Chotay Khayal Rakhna
Kabhe na Chahat Ka Maan Tootey Khayal Rakhna
**Bacha Ke Rakhna Mohabbat Ko Rahzanon Se **
Wafa Ki Dolat Jafa Na Lootey Khayal Rakhna
**Jo Ho Muhabbat To Ranjishon Se Gurez Krna **
Kisi Ka Nazuk Sa Dil Na Tootey Khayal Rakhna
Re: Khayal Rakhna
Sahi kaha :k:
Re: Khayal Rakhna
Kabhe Na Hatho Se Hath Chotay Khayal Rakhna
Parody ho jay :@:
Re: Khayal Rakhna
Nice Waleed
Chalo sharoo karo parody Sannan ![]()
Re: Khayal Rakhna
Nice one.