~ khayal-e-yaar ~

Umang-e-zindagi ban kar
Umeed ki kiran ban kar
khayaal-e-yaar aata hai
zindagi kay diye ki
lau barha jata hai

Weeran jangal mein
taptay huay sehra mein
kaanton kay in raston pay
chalna sikha jaata hai

saahil-e-samandar par
raat kay sukoot mein
khaamosh lehron ki maanind
paas jab bhi aata hai
chaand muskurata hai

Us ka naam hi sunkar
phool khilnay lagtay hain
seepion kay aangan mein
moti bannay lagtay hain
aasma.n kay rangon mein
sehar toot jata hai
tara jagmagata hai

Us ka soch kar hi aik
muskaan lab pay aati hai
andhere dareechon mein
chaandini phail jati hai
khizaan sarsarati hai
bahaar aahi jati hai


Irfan Ismail

Nice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


I’m Gonna Be The Champ
The Way I Wanna Be
( Muhammad ALI )

**
zabardasssst !!! very good oye

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

**


I am like an Open Book Except for the few pages of my past, My life is an empty book. It takes the shape of a mystery, To me it does at least. For I cannot tell what happens next, Too many cliffhangers and too much suspense. But its clues all lead eventually to the same place, Unfortunately it does not say where. It only says get the next book, For in this one you’ ve ran out of room.

Zabbardast..

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

..kiya baat hai.


—~—Maria—~—
~Kiya haaq wo jeena hai jo apnay hi liyay ho
Khud mit kar kisi aur ko mitnay se bacha lay~

Nice :)


MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï

Shukreya Nawazish

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


Irfan Ismail

niceee....!!! :)


~yeh noor ke sholay uthtay hain, mera hee dil garmanay ko
jo bijli ufak main chamki hai, chamki hai mere taRpanay ko~


Apnay akailay pan ka main kis say gila karoon
Jis ko bhi murh kay daikha woh tanhayOon maiN hay~

Bulandi Falak Dekho Hamara Asheyana dekho
Aee hay Kahan sey Baraq Char Tinkay Jalany KO


Irfan Ismail