Khayaal O Khwaab Ke Manzar Sajaana Chahta Hai

**Khayaal-o-Khwaab Ke Manzar Sajaana Chahta Hai
Ye Dil Jeenay Ka Ik Taaza Bahana Chahta Hai
Roshnion Ke Saaray Manzar Jhootay Lagtay Hain
Laikin Oski aankh Ke aansuu Sachay Lagtay Hain
Ik Chaadar Sakhan Hee Bacha Kar Nikal Chalain
Rasta Milay Tou Sheher Se Baahir Nikal Chalain
Marqad-e-Ishq Pe ab aur Na Roya Jaaye
Raat Ka Pichla Peher Hai Chalo Soya Jaaye

**

Re: Khayaal O Khwaab Ke Manzar Sajaana Chahta Hai

we have a new addition to poetry :smiley:

:welcome: to the forum my friend .

nice choice of poem :k:

Re: Khayaal O Khwaab Ke Manzar Sajaana Chahta Hai

zabardast :k:

Re: Khayaal O Khwaab Ke Manzar Sajaana Chahta Hai

Alag alag shair hain kya?!?!

Re: Khayaal O Khwaab Ke Manzar Sajaana Chahta Hai

**Marqad-e-Ishq Pe ab aur Na Roya Jaaye
Raat Ka Pichla Peher Hai Chalo Soya Jaaye

:lajawab:
**

Re: Khayaal O Khwaab Ke Manzar Sajaana Chahta Hai

Nahi puri poem hai :D