Meray Khawboon Kay Dareechoon Ko Sajanay Wali
Teray Khawboon main mera guzar kahin hay k nahin
pooch kar apni aankhoon say bata day mujh ko
Meri Ratoon k muqaddar main sehar hay k nahin
Kahin aisa na hoo k paoon meray tharra jaeen
aur terri marmarin bahoon ka sahara na milaay
ashk behtay rahin khamoosh sayah ratoon main
aur teray reshameen aanchal ka kinara na milaay