***
gaRd is qadar hai aa’yena mah-o-saal peR
khawabooN k akas apnaY khud-o-khaal kho gaye
ankhooN k raang lay gaye taa’rooN ki roshni
chahrooN k naqash rait ki tahreeR ho gaye
takteY thay dil ki simt jo qaRnoo’N ki oO’at se
be-naam khawaishoon k wo mosam badal gaye***
Re: khawabooN k akas apnaY khud-o-khaal kho gaye
[QUOTE]
Originally posted by NikamiJano: *
**
gaRd is qadar hai aa'yena mah-o-saal peR

[/QUOTE]
Khwabon ke aks bhee dhundla gaye hain
Aa ke ab meree raatein udas ho gayee hain!
Abhee abhee likha hai...kaisa hai?;)
Re: Re: khawabooN k akas apnaY khud-o-khaal kho gaye
[QUOTE]
*Originally posted by Capricorn: *

din ko dekhnay waley khawbooN k akas tu dhundhla he jaiN gaiN
raatooN maiN na dhoondh hum tu ujaaloN main nazaR aien gaiN
hum ne be abhi abhi likha..:p
Re: Re: Re: khawabooN k akas apnaY khud-o-khaal kho gaye
[QUOTE]
*Originally posted by NikamiJano: *
din ko dekhnay waley khawbooN k akas tu dhundhla he jaiN gaiN
raatooN maiN na dhoondh hum tu ujaaloN main nazaR aien gaiN
hum ne be abhi abhi likha..:p
[/QUOTE]
Khwab to khwab hain, din mein parwan charhein ya raat mein
Chura na le in ko koi hum se bas yeh dua hai meree Rab se.
Hows dat? ;)
Re: Re: Re: Re: khawabooN k akas apnaY khud-o-khaal kho gaye
[QUOTE]
*Originally posted by Capricorn: *
Khwab to khwab hain, din mein parwan charhein ya raat mein
Chura na le in ko koi hum se bas yeh dua hai meree Rab se.
Hows dat? ;)
[/QUOTE]
khawab din ka ho ya ratoon ka ye tu toot he jaieN
dua mangi hia ye rub se teraY khawbooN maiN na aieN
:p
Re: Re: Re: Re: Re: khawabooN k akas apnaY khud-o-khaal kho gaye
[QUOTE]
*Originally posted by NikamiJano: *
khawab din ka ho ya ratoon ka ye tu toot he jaieN
dua mangi hia ye rub se teraY khawbooN maiN na aieN
:p
[/QUOTE]
Khwab neend ka la haasil safar hai, jaanta hoon
Tum na aana yahan ke yeh dil udas buhat hai :(
Lagta hai mein yeh muqabla jeet gaya :D
Re: khawabooN k akas apnaY khud-o-khaal kho gaye
*Originally posted by NikamiJano: *
***
ankhooN k raang lay gaye taa’rooN ki roshni
chahrooN k naqash rait ki tahreeR ho gaye
takteY thay dil ki simt jo qaRnoo’N ki oO’at se
be-naam khawaishoon k wo mosam badal gaye***
bohat khoob :k:
thanks for sharing
Amal
February 25, 2003, 12:16am
12
Re: khawabooN k akas apnaY khud-o-khaal kho gaye
*Originally posted by NikamiJano: *
***
gaRd is qadar hai aa’yena mah-o-saal peR
khawabooN k akas apnaY khud-o-khaal kho gaye
ankhooN k raang lay gaye taa’rooN ki roshni
chahrooN k naqash rait ki tahreeR ho gaye
takteY thay dil ki simt jo qaRnoo’N ki oO’at se
be-naam khawaishoon k wo mosam badal gaye***
Beautiful NikamiJi :k:…aaj kal kahaaN hoti heiN aap?
beautiful ...no doubt!
:)
Pramod
February 25, 2003, 6:30am
14
thanks for sharing this beautiful piece , bahna.
btw..ho sake to shaayar ka naam bhii likh diya kijiye...mujh jaise kam jaanane waale kam se kam ye to kah hii sakte hain ke maine es shaayar ko bhii padha hai.....
Re: khawabooN k akas apnaY khud-o-khaal kho gaye
[QUOTE]
Originally posted by NikamiJano: *
**
gaRd is qadar hai aa'yena mah-o-saal peR
khawabooN k akas apnaY khud-o-khaal kho gaye
ankhooN k raang lay gaye taa'rooN ki roshni
chahrooN k naqash rait ki tahreeR ho gaye
takteY thay dil ki simt jo qaRnoo'N ki oO'at se
be-naam khawaishoon k wo mosam badal gaye***
[/QUOTE]
its kool nikami jee :)
nikii
February 25, 2003, 2:14pm
16
zaberdast nikami sisoo :k:
Re: Re: khawabooN k akas apnaY khud-o-khaal kho gaye
thanks CHando g …mish u kahan hain ap ..
[QUOTE]
*Originally posted by ullujii: *
nice :)
[/QUOTE]
tanks ULU g ..:)
[QUOTE]
*Originally posted by &Passionate: *
:)
[/QUOTE]
thanks Passion.....and ap came after long time...:)
Re: Re: khawabooN k akas apnaY khud-o-khaal kho gaye
thanks Aymal…hmm kahan hotey… ** look who is talking **
tumhin jab kabi be milain fursataiN …hamin GS pe a k pukaaR lo..