Dekh lo Khawab magar Khawab Ka Charcha Na Kro
Log Jal Jayegay Suraj Ki Tamana Na Krna
Waqt Ka Kiya Hai Kisi Pal Bhe Badal Skta Hai
Ho Hake Tum SAy To Tum Mjh Pe Bharosa Na Kro
Ajnabi Lagnay Lagay Khud Tmhen Apna hi Wajood
Apnay Din Raat Ko Itna Bhe Akela Na Kro
Khwab Bachon Kay Khilono Ki Tarah Hotay Hai
Khawab Dekha Na Kro Khawab Dekhaya na Kro
Mom K Rishtay Hai Garmi se Pigal Jayegay
Dhop Ke Shehar Mein MOHSIn Yeh Tamasha Na Kro