Khavab Key Tarah Bikhar Jaanay Ko Ji Chahta Hai

Khavab Key Tarah Bikhar Jaanay Ku Jee Chahta Hai
Aasiee Tanhaii Key Murr Janay ku Jee Chahta Hai

Ghar Key Vehshat Say Larazta Hun Magar Jaanay kyun
Shaam Hooti Hai Tu Ghar Jaanay Ku Jee Chahta Hai

Doub Jaaoun Tu Koi Mouj Nishaan Tak Na Baataiy
Aaisee Nadi Main Uter Janay ku Jee Chahta Hai

Kabhi Mill Jaiy Tu Rastay Key Thakan Jaag Paray
Aisee Manzil say Guzar Jaanay Ku Jee Chahta Hai

Vohi Paymaan Ju Kabhi Jii Ku Khush Ayya Tha Buhat
Ussi Paymaan Say Mukar Jaanay Ku Jee Chahta Hai

Re: Khavab Key Tarah Bikhar Jaanay Ko Ji Chahta Hai

nice sharing :k:

Re: Khavab Key Tarah Bikhar Jaanay Ko Ji Chahta Hai

Hai ray baychara Jee

Nice Sharing :~)

Re: Khavab Key Tarah Bikhar Jaanay Ko Ji Chahta Hai

aww itni sad ... what happend? are you ok?

Re: Khavab Key Tarah Bikhar Jaanay Ko Ji Chahta Hai

aj kal ap k G ko ki hoya kher hai na sab...kahiN meetha khany ko "G" tu nahi chah raha

Re: Khavab Key Tarah Bikhar Jaanay Ko Ji Chahta Hai

Thank u Sheal:)

Re: Khavab Key Tarah Bikhar Jaanay Ko Ji Chahta Hai


:) Thank u

Re: Khavab Key Tarah Bikhar Jaanay Ko Ji Chahta Hai


Mousam - Bahar Shoroo Ho Giya n don't know it always sadens me, Ik Ajeeb see udasii:)

Re: Khavab Key Tarah Bikhar Jaanay Ko Ji Chahta Hai


hahahaha Yeh Sub Mousam-e-Bahar Ka asar Hai abhee Kuch Din Chalay Ga:)

Re: Khavab Key Tarah Bikhar Jaanay Ko Ji Chahta Hai

Ghar Key Vehshat Say Larazta Hun Magar Jaanay kyun
Shaam Hooti Hai Tu Ghar Jaanay Ku Jee Chahta Hai

Beautiful Sharing muddi

Re: Khavab Key Tarah Bikhar Jaanay Ko Ji Chahta Hai


Thank u Tehreem:)

Re: Khavab Key Tarah Bikhar Jaanay Ko Ji Chahta Hai

ok bekher jayn :ASA:

Re: Khavab Key Tarah Bikhar Jaanay Ko Ji Chahta Hai


MM Tum Say Yehi Umeed Thee baray mazay say keh diya "Bikhar Jain" banda koi tasali kay dou bool bhee bool sakta tha:)