Khauf

Re: Khauf

Aesi aankhain dhokay baaz hoti hain

Re: Khauf

maine suna hai neeli aankhon wale be-wafa hote hain

Re: Khauf

Yeh bhi taqreeban hotey hain bevafa

Re: Khauf

taqreeban bewafa? kia bewafai naapne ka aala eejad ho gaya?

Re: Khauf

Ji haan ...rating goes as

1 bevafa ...neeli aankhon waley

2 bevafa ...yeh jo aapne post kiey hain

...baqi kisi cheez ki koi guarantee nahin ...chinese dabba pack hai ...kisi qisam kay nuqsan kay zimmedar aap khud hongay...
Dabba khareedtay waqt Duaa kerlain ..

Re: Khauf

Achha bahana nikjla hai na marney ka. :hehe:

Re: Khauf

aap itwaar bazar main chooRiyon ka stall to nahin lagatin

Re: Khauf

ek bahana lakh balaen taale to kia burai hai