Khauf

Mujhe Khauf hai
Wo nibah ke kisi marhalay pe
Ye aa kar keh de ke ab nahin
Mere dil ko teri talab nahin

(Noshi Gilani)


Restored attachments:

Re: Khauf

wah kya khayal hai. :k:

Re: Khauf

well said :lajawab:

Waisay normally mujhay yah sunnana buhat acha lagta hay :cobra: aur main dil he dil main kahta hoon challo jaan chooti :omg: :rotfl:

Re: Khauf

Pata nahin… per mere khayal se ek dafa tau to chalo by chance hogai hogi… ye aap ko musalsal aisa sunnana acha kiyun lagta hai :konfused:

Re: Khauf

Sher main jawab doon kia :cobra:

Zamana Doost hay kis kis ko yaad rakho gaiay
Khuda karay tumhain mujh say Dushmani Ho jay :sunnyboy:

Re: Khauf

Awesome

I Dun Care :sunnyboy: