Koyal
1
khaRay haiN khawaab hatheli pe raakh k
subha ki aa’s maiN ye jugnoo lamhaY
tumhaRi dastakhiN gum ho rahi haiN
na anay k bahanay dhoondhtey hoo
samajna hai.. samaj jao
jo jana hai…chalay jaa’oo
magar ye dil keoN tum se kah raha hai
zara thehaR jaa’oo
zara thehaR jaa’oo
simat-ety haiN bichaRtey haiN
bichaR k khush be rahtey haiN
naya lufzooN maiN likhi jaiey ghi ab ye kahani
zamanay maiN mohabat jis ko log kahtey haiN
samajna hai ..samaj jaa’oo
jo jaana hai…chalay jaa’oo
magar ye dil keoN tum se kah raha hai
zara thehaR jaa’oo
Dilsay
2
Nice.... magar Koyal ke awaz main aur behi acha lagay gaa....
:)
Re: khaRay haiN khawaab hatheli pe raakh k
veryyyyyyyy nice :k:
thanks for sharing 
bohut khoob:k::k:
thanks koyal:)
Re: khaRay haiN khawaab hatheli pe raakh k
wah ji wah:k:
Bohat khoob Koyal Jee, Thanks for sharing...
khaRay haiN khawaab hatheli pe raakh k
subha ki aa's maiN ye jugnoo lamhaY
tumhaRi dastakhiN gum ho rahi haiN
na anay k bahanay dhoondhtey hoo
samajna hai.. samaj jao
jo jana hai....chalay jaa'oo
magar ye dil keoN tum se kah raha hai
zara thehaR jaa'oo
zara thehaR jaa'oo
simat-ety haiN bichaRtey haiN
bichaR k khush be rahtey haiN
naya lufzooN maiN likhi jaiey ghi ab ye kahani
zamanay maiN mohabat jis ko log kahtey haiN
samajna hai ..samaj jaa'oo
jo jaana hai...chalay jaa'oo
magar ye dil keoN tum se kah raha hai
zara thehaR jaa'oo
Koyal
9
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Nice.... magar Koyal ke awaz main aur behi acha lagay gaa....
:)
[/QUOTE]
wo na ho na koyal ki awaz sun k parhna be bhool jao ap ..:)
thanks any ways ..:)
Koyal
10
thanks C_C GKK...nikii...jaan lawa and SB
Koyal
11
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Bohat khoob Koyal Jee, Thanks for sharing...
[/QUOTE]
thanks WG thanks 4 liking..:)
Amal
12
Re: khaRay haiN khawaab hatheli pe raakh k
Bohat khoob Koyal…nice choice:k:…and thanx for sharing 
Koyal
13
Re: Re: khaRay haiN khawaab hatheli pe raakh k
Thanks Amal..wesay choice hamari nahi humin kisi ne de hum ne post kaar de 