Shehr Mera Magar Waqar Uska Tha,
Meri Har Sham Ko Intezar Uska Tha,
Mere Khuwabon Pe Jo Qabiz Hai Ik Shakhs,
Meri Aankhon Mein sara Khumar Uska Tha,
Mere wajood se Jo Anjaan Ban Chuka Hai,
Meri Har Sans Pe Qarar Uska Tha,
Jab Bhi Mangi Us Se Sham-e-Wisal,
Meri Har Daleel pe Inkar Uska Tha,
Jo Shamil Hain Mere Qatal Ki Sazish Mein,
Un Logon Mein Shumar Uska Tha,
Mere Jeevan Ne Yeh Manzar bhi Dekh Liya,
Pehlu Mera Khanjar Bhi Mera Laikin Waar Uska Tha…!!!
Re: Khanjar Bhi Mera Laikin Waar Uska Tha
Nice,
Re: Khanjar Bhi Mera Laikin Waar Uska Tha
Toba toba.. kaisa kaise zalim mehboob paye jate hain zamane main..

Oh Mere Mehboob I Shall Keep This In Mind !!
Re: Khanjar Bhi Mera Laikin Waar Uska Tha
Ninja has not posted in this thread yet 
Re: Khanjar Bhi Mera Laikin Waar Uska Tha
Ninja Is Bewafa

Re: Khanjar Bhi Mera Laikin Waar Uska Tha
And I will never post here......................:D
Re: Khanjar Bhi Mera Laikin Waar Uska Tha
I Was Knowing This :D
Sannan
9
Re: Khanjar Bhi Mera Laikin Waar Uska Tha
Jo Shamil Hain Mere Qatal Ki Sazish Mein,
Un Logon Mein Shumar Uska Tha,
:hinna: 
Nice sharing fari