Re: Khane peene wale Muhawre
kis ki botiyaan nochi hain first time sunna hai ![]()
Re: Khane peene wale Muhawre
kis ki botiyaan nochi hain first time sunna hai ![]()
Re: Khane peene wale Muhawre
I think, Fariha already achchaar Daal chuki hai. :)
usne gaajar ka achaar dala tha, maine aam ka daala hai
Re: Khane peene wale Muhawre
Kaun sa waala.
Yaad rahay, mujhay vulgarity sai sukht allargee hai. Vo bhi public main. :) ]
wohi ganderi wala
Re: Khane peene wale Muhawre
Acha Amm ka achaar bhi available hai tehley per ![]()
Re: Khane peene wale Muhawre
wo hakuna kahan gaya.. zameen nigal gai, aasman kha gaya
Re: Khane peene wale Muhawre
abhi tak ye kisi ne nahin bola:
meetha meetha hup hup, kadwa kadwa thoo thoo
Re: Khane peene wale Muhawre
Main khud talash main hun…un ki gumshudgi ki report kerwayein :hinna:
Re: Khane peene wale Muhawre
abhi tak ye kisi ne nahin bola:
meetha meetha hup hup, kadwa kadwa thoo thoo
Good one. The list is endless. :)
Re: Khane peene wale Muhawre
hup hup ka meaning ![]()
thoo thoo ![]()
Khane peene wale Muhawre
Aik to karela ooper se neem charha
Re: Khane peene wale Muhawre
Dono haathon sai munh bhar bhar kay nigalnaa. Zauq-o-shaq sai khana.
Ho chuka.
Re: Khane peene wale Muhawre
Dimaagh chaaT jaana.
Bhaija firyee kar daina. :)
Re: Khane peene wale Muhawre
yeh bhi to hain;
dukh bhari bi fakhta kawwey khain andey
jootion mein daal batna...
Re: Khane peene wale Muhawre
Jootiyon main daal to kab ki baT bhi chuki.
Re: Khane peene wale Muhawre
Jootiyon main daal to kab ki baT bhi chuki.
lolzz... itne pages ho gaye hain k zehan ma nahn raha.....
Re: Khane peene wale Muhawre
yeh nahn hua i think....
ganji kabootri mahlon mein dera....
Re: Khane peene wale Muhawre
New one, par khaanay peenay sai kiyaa ta'alluq hai ?
Ab ye mat kehna keh kabooter khaaey bhi jaatay hain.
Re: Khane peene wale Muhawre
New one, par khaanay peenay sai kiyaa ta'alluq hai ?
Ab ye mat kehna keh kabooter khaaey bhi jaatay hain.
hahaha mjhe to kabootri hi lagi thi khanne waali cheez....
Re: Khane peene wale Muhawre
New one, par khaanay peenay sai kiyaa ta'alluq hai ?
Ab ye mat kehna keh kabooter khaaey bhi jaatay hain.
kabootar khaya jata hai...good cure for paralysis
Re: Khane peene wale Muhawre
Mujhay kabhi kabooter khaanay ka sharf haasil nahi hua. ![]()