Re: Khane peene wale Muhawre
Aik andaa woh bhi gandaa :D
Re: Khane peene wale Muhawre
Aik andaa woh bhi gandaa :D
Re: Khane peene wale Muhawre
ye waqai muhawra hai
Re: Khane peene wale Muhawre
g g ye muhawara hai ![]()
awww sisooo ye kese yaad aya ![]()
Re: Khane peene wale Muhawre
Ghaas charr jaana ya khaa jaana.
Bakri aur shair ka aik hi ghaaT sai paani peena.
Kissi ki supaari day dena ya pakaR laina. [Vaisay yeh supaari wohi Naaz Paan Masaala waali hoti hai ?]
Re: Khane peene wale Muhawre
Aamlay ka drink aur murabba main nay khaaya ha. It’s good.
Aamla is supposed to have many health benefits. You will have to research.
Don’t know if it is made into saalan or not.
Re: Khane peene wale Muhawre
Ghaas charr jaana ya khaa jaana.
Bakri aur shair ka aik hi ghaaT sai paani peena.
Kissi ki supaari day dena ya pakaR laina. [Vaisay yeh supaari wohi Naaz Paan Masaala waali hoti hai ?]
Naaz Paan masala main to chaliyan hoti hain
Re: Khane peene wale Muhawre
Magaz mari ![]()
Re: Khane peene wale Muhawre
Naaz Paan masala main to chaliyan hoti hain
Supaari kiya hoti hai aur iss muhaawaray main supaari ka lafz kiyun isste'maal kartay hain ?
Re: Khane peene wale Muhawre
Supaari kiya hoti hai aur iss muhaawaray main supaari ka lafz kiyun isste'maal kartay hain ?
Supari is advance same as PagRi is advance
Re: Khane peene wale Muhawre
Supari is advance same as PagRi is advance
Thanks.
I think I have heard 'ilaichi supaari'. What's that ?
Re: Khane peene wale Muhawre
Jaib main (Ghar main ?) nahi daanay;
Amman chalein bhunaanay. :)
Incidentally, there is a similar Punjaabi version:
Bojay wich nahi dhaila;
Te kardi maila, maila. :)
Re: Khane peene wale Muhawre
Thanks.
I think I have heard 'ilaichi supaari'. What's that ?
Shahi Pan masle ki recipe :)
Re: Khane peene wale Muhawre
Jaib main (Ghar main ?) nahi daanay; Amman chalein bhunaanay. :)
Incidentally, there is a similar Punjaabi version:
Bojay wich nahi dhaila; Te kardi maila, maila. :)
Achaar daalna
Re: Khane peene wale Muhawre
phir to ‘botiyan nochna’ bhi chale ga
Re: Khane peene wale Muhawre
Jisse Allah rakhe, usse kon chakhe...
Re: Khane peene wale Muhawre
Jaib main (Ghar main ?) nahi daanay; Amman chalein bhunaanay. :)
Incidentally, there is a similar Punjaabi version:
Bojay wich nahi dhaila; Te kardi maila, maila. :)
wo jo Naseebo Laal ka infamous song hai kia wo bhi koi Muhawra hai?
Re: Khane peene wale Muhawre
phir to 'botiyan nochna' bhi chale ga
Kuttay ko haDDi Daalna. :)
Re: Khane peene wale Muhawre
wo jo Naseebo Laal ka infamous song hai kia wo bhi koi Muhawra hai?
Kaun sa waala.
Yaad rahay, mujhay vulgarity sai sukht allargee hai. Vo bhi public main. :) ]
Re: Khane peene wale Muhawre
Achaar daalna
I think, Fariha already achchaar Daal chuki hai. :)
Re: Khane peene wale Muhawre
App ne Achaar kyun dala Dobara ![]()
app pehley hi raita pehla chukey hain ![]()
![]()