Re: Khane peene wale Muhawre
I am sure we have covered all by now. :)
Khwab khargosh ke maze lena
Re: Khane peene wale Muhawre
I am sure we have covered all by now. :)
Khwab khargosh ke maze lena
Re: Khane peene wale Muhawre
kolhoon ka bail
Re: Khane peene wale Muhawre
Bhens ke aage been bajana
Re: Khane peene wale Muhawre
Allah Miyan ki gaye
Re: Khane peene wale Muhawre
Kabaab main HaDDi.
Kiya piddi, kiya piddi ka shorba. (Don't know the meaning of this. :))
piddi is smal bird (smaller than chiRya)
Re: Khane peene wale Muhawre
What does this mean ?
Re: Khane peene wale Muhawre
Khwab khargosh ke maze lena
kolhoon ka bail
Bhens ke aage been bajana
Allah Miyan ki gaye
Yeh to sab jaanwaron par ho gaye.
Khargosh khaaya bhi jaata hai ?
Re: Khane peene wale Muhawre
Yeh to sab jaanwaron par ho gaye.
Khargosh khaaya bhi jaata hai ?
ye sab janwar including Khargosh khae jate hain
Re: Khane peene wale Muhawre
Chullo par paani main doob maro. [Not you.
]
Do boond paani to taras jaana.
Ghareeb kay nasseb main muTThi bhar chaawal hi hona.
Daal main kuch kaala hai.
Yahaan uss ki daal nahi gallay gi.
Haathi kay daant khaanay kay aur, dikhaanay kay aur.
This one from episode 60 or 61 of Quddoosi ki bewa:
Bhala huwa, meri maTki phooTi;
Main dahee baichnay sai chooTi. [Lazy woman. :)]
Re: Khane peene wale Muhawre
That was Kabeer Das famous doha:
Bhala huwa meri matki toot gai
main to paniya bharan se choot gai
Re: Khane peene wale Muhawre
I hope to God, this one has already been done or I deserve an award. :D
Daanay daanay par khaanay waalay ka naam likhaa hota hai.
Re: Khane peene wale Muhawre
aate daal ke bhao pata hai? ![]()
Re: Khane peene wale Muhawre
I hope to God, this one has already been done or I deserve an award. :D
Daanay daanay par khaanay waalay ka naam likhaa hota hai.
Daane daane pe likha hai, peene wala ka naam.. tapaal tapaal
PS: Where is Arifa Siddiqui nowadays :D
Re: Khane peene wale Muhawre
She is on PTV global these days singing Amir Khusro and Basant geets on a short music program called Chilman along with other young pretty girls. :)
Circa 1980s. :)
Re: Khane peene wale Muhawre
Vo to main bhool gaya tha. Acha howat jo aap nay yaad dila diya.
Ye daal itni asaani sai peechaa nahi choRti. ![]()
Vaisay ‘AaTay main namak kay baraabar’ ho gaya ?
Re: Khane peene wale Muhawre
Daane daane pe likha hai, peene wala ka naam.. tapaal tapaal
PS: Where is Arifa Siddiqui nowadays :D
Tapaal, Tapaal - daanay-daar chaa-aay.
Tapaal, Tapaal - daanay-daar chaa-aay.
Re: Khane peene wale Muhawre
oh that stupid song: Haldi masaale wali kaise pisse gi, o meri aise aise aise pisse gi
That is an old program telcasted in 1996.
Re: Khane peene wale Muhawre
Vo to main bhool gaya tha. Acha howat jo aap nay yaad dila diya.
Ye daal itni asaani sai peechaa nahi choRti. :)
Vaisay 'AaTay main namak kay baraabar' ho gaya ?
ji Namak wala hogaya
Re: Khane peene wale Muhawre
'Hathaili par sarson jamaana' ho gaya ?
Re: Khane peene wale Muhawre
Probably. I only saw some episodes in passing. All the girls who are now aunties look so young and fresh. All dressed in yellow flowing dresses and dobaTTaas. Some songs seemed pretty nice.