khamoshi aur dosti kay kacchay dhagay!

khamoshi aur dosti kay kacchay dhagay!
diloun kay mazboot rishtoun kay aagay!
shikwa-e-faryaad hain subb kay aagay!
bhigotay piyaar main tau shayad humm bhee
soch paatay jo tum nay socha jo tum nay samjha
kissi nay piyaar main aik baat hee keh dee
dil hil gayay aur toot gaye kacchay dhaagay!
dhagay kacchay houn aur na houn mazboot kabhi tau
khushi main bhee gham hota hay shaamil
gar piyaar main bhee kissi say kuch keh paatay!

–Gadha

Bahut khoob :k::k::k:
Thanks for sharing :slight_smile:

Gadha

zabardast:k::k::k:

:k: nice one thanks 4 sharing…G

wah ji wah:k:

The irony remains when getting praised for something that I created because someone was hurt without any bad intentions from my side and for that I was being dispised by so many...

Thank you all!

Great :) who despised you :(

very nice:k::k:

:k: bohat khooooob :slight_smile:

Socha thaa iss bazm main khaamosh rahain gey
Mozu-e-sukhan bann kay rahi kam sukhani bhee!

Re: khamoshi aur dosti kay kacchay dhagay!

[QUOTE]
*Originally posted by Gadha: *
khamoshi aur dosti kay kacchay dhagay!
diloun kay mazboot rishtoun kay aagay!
shikwa-e-faryaad hain subb kay aagay!
bhigotay piyaar main tau shayad humm bhee
soch paatay jo tum nay socha jo tum nay samjha
kissi nay piyaar main aik baat hee keh dee
dil hil gayay aur toot gaye kacchay dhaagay!
dhagay kacchay houn aur na houn mazboot kabhi tau
khushi main bhee gham hota hay shaamil
gar piyaar main bhee kissi say kuch keh paatay!

--Gadha
[/QUOTE]

hmmm khamoshi aur dosti kay kacchay dhagay!
Very Nice !

hmm,bohat khoob,i dont reply to many of ur threads bhaiya....par i think ur really sweet n all,kya hua,this...itni udaasi kyoun?kya hua???may madad kar sakti hoon kya?bohat khushi ho gi aap kay kisi kaam aa kay.

Kiya baat hai....

[QUOTE]
*Originally posted by punjabi kuri !!!: *
hmm,bohat khoob,i dont reply to many of ur threads bhaiya....par i think ur really sweet n all,kya hua,this...itni udaasi kyoun?kya hua???may madad kar sakti hoon kya?bohat khushi ho gi aap kay kisi kaam aa kay.
[/QUOTE]
Just remember me in your prayers ... !! u are sweet too and the proof is your reply here...

Happy Birthday

^
:hehe:

:eek: :eek: :eek:

Re: khamoshi aur dosti kay kacchay dhagay!

:k:
very niceee

achi hai :k::k::k:

kia huvaaa?:frowning: