Mera khamosh reh kar bhi unhein sab kuch suna dena
Zuban se kuch na kehna, dekh kar ansoo baha dena
Nasheman ho na ho, yeh tu falak ka mashgala thehra
Ke do tinke jahaan dekhna, bijjli gira dena
Ijaazat ho tu keh don, qissa-e-ulfat sar-e-mehfil
Mujhe kuch tu fasaana yaad hai, kuch tum suna dena
Mein mujrim hoon, mujhe iqraar hai jurm-e-muhabbat ka
Magar pehlay khata per gaur kar lo, phir saza de dena
Mein is haalat mein pohancha, hashar walay khud pukar uthay
Koi fareyaad aaraha hai, zara raasita dena
Lamhay
2
Nice one!thanks 4 sharing
well kaunsi wali mohabbat ummm letmee guess ;)
i think NNNNNNNNaaaaaaa shayad na
[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *
Nice one!thanks 4 sharing
well kaunsi wali mohabbat ummm letmee guess ;)
i think NNNNNNNNaaaaaaa shayad na
[/QUOTE]
Shikwa kantoo se kyunkar ho zakhm khaane ka
Phool chun'ne ki saza paee hai mein ne... !
Lamhay
4
[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *
Shikwa kantoo se kyunkar ho zakhm khaane ka
Phool chun'ne ki saza paee hai mein ne... !
[/QUOTE]
well khoob shair kaha bas yahi reh jata hai akhir main afsoos!!!
Whatever I wrote, Im sorry to Lamhay ! Please forgive me !