kabhi asa bhi hota hai
zuban kuch kah nahi pati
magar sari haqeqat
in ankho say aya’n hoti hai
isliye shaied
is say jub sawal kya
kay mujh say bichar kar
kya haal hai tumhara
to na chahtay huwy bhi
kuch na kahtay huwy bhi
ankho say bahtay
do moti
mujhy door kahi
baha kar laygaye
nice jee :)
:k:
:k:
kuch na kahtay huwy bhi
ankho say bahtay
do moti
mujhy door kahi
baha kar laygaye
Beautiful Chand g
kuch na kahtay huwy bhi
ankho say bahtay
do moti
mujhy door kahi
baha kar laygaye
Beautiful Chand gee
Uuuuu copy cater ![]()
thanks guyz ![]()
Apnay ehsas say chu kar mujhay sandal kar do
Mein kay sadiyon say adhura hoon mukamil kar do
Na tumhain hosh rahay aur na mujhay hosh rahay
Is qadar toot kar chaho, mujhay pagal kar do
Tum hatheli ko mery pyar ki mehndi say rango
Apni ankhoon mein meray naam ka kajal kar do
Is kay saiye mein meray khawab dahak uthain gaie
Meray chehray pay chamakta hua anchal kar do
Dhoop he dhoop hoon mein toot kar barso mujh par
Is qadar barsoo kay meri rooh mein jal thal kar do
Tum chupa lo mera dil aout mein apnay dil ki
Aur mujhay meri nigahon say bhi o'jhal kar do
Apnay gham say kaho har waqt meray sath rahy
Aik ehsan karo is ko musalsal kar do :)
:k:
Thanx 4 posten:k:
[QUOTE]
*Originally posted by High-Tech: *
Dhoop he dhoop hoon mein toot kar barso mujh par
Is qadar barsoo kay meri rooh mein jal thal kar do
[/QUOTE]
wah kia bata hia poultrey forum ka ye haal ho gaya ab yahan roohooN ka basera hai :p
mere paas mere habiib aa zaraa aur dil ke qariib aa
tujhe dha.Dakano.n me.n basaa luu.N mai.n ke bichha.Dane kaa kabhii Dar na ho
![]()
lol@poultry forum ![]()
nice:k:
lagta hai apki sunglasses ka number barh gaya hai ![]()
haan roohoon ko dekh dekh k aisa he hona tha na:-| :roman: