khambe jaisi khadi hai
ladki hai ya chhadi hai
shola hai phuljhadi hai
pataakhe ki ladi hai
aankhon mein gussa hai
labhon pe gaali hai
dekho zara dekho yaaron
khud ko samajti hai kya
repeat first verse
repeat second verse
gora gora yeh badan bijlee se bana
chaar sau chaalis volt hai, choona hai mana
isse tum takraoon na
jaan ke jaan gavaaon na
na na na na, no no no no no
aayi hain college mein
padhne ke liye
jab dekho tayyar hai
ladne ke liye
hum ne khaayi hai kasam
todenge iska guroor hum
haan haan haan…
one of the typical 80s bollywood songs.. waesay yeh gana GS pe ek ladki ko bahut suit hoti hai.. kaun hai app hi figure out kar lo ![]()