khalis Urdu boliyeye?

Re: khalis Urdu boliyeye?

aap khamosh kiun betheingee :konfused: aap guftugoo kee jiye lekin URDU jaisee meethee zubaan mein :dhaagey sey bahar bhaagin thoree deir urdu sey duur:

** matenjen bhena dein geen ** ??? :konfused:

Muhtarma Dushwari kya upar bayaan aap key alfazon per zara roshni daaleingee, roza mein baad mein rakhoonga :hehe: