Re: khalis Urdu boliyeye?
kiya koodein (skip)? teggy?
Waisay tou Aap ka talaffuz bhi theek nahi hai. :CareBear: Let me do the honors please....
Neelay sey peelay ho ja rahay hain, sahab. Rung tow na badliyay. Urdu zubaan seekh leejiyay...kaam aa sakti hai. Dimagh kay dareechay khul saktay hain. Khiyalaat-e-izhar ke adaigi main, izhaar aik muhaddab-pen ka piyaam daitay (skip) hain, iss ki badaulat.
Just suggestions :@: