Re: Khalil Khan aur uski Fakhta?
lol achchhaa…tab to unkaa rishta kisii na kisii taur Imelda Marcos se zaroor miltaa hogaa. ![]()
vaise, jab Pakistan meN shaadii kaa DupaTTa Rs. 1 lac kaa taiyaar hotaa hai to Rs 50,000 kii chappal par itnaa achambhaa kiuN? ![]()