Khali REh gaye Hath...

**Khali hatun ko Gour se DEkha hai Faraz

Kis Terhan Loog Lakiroon se Nikal jatey hain
**

:hinna:

:hmmm:


Restored attachments:

Re: Khali REh gaye Hath…

itni confusing lakeeron main koi nikal ke to dikhae :asa:

Re: Khali REh gaye Hath…

yeh lakeerein hain ya kanty dar taar

Re: Khali REh gaye Hath…

nice

Re: Khali REh gaye Hath…

tu jab badalta hy to besakhta meri aankhen
mere hathon ki lakeron me ulajh jati hein

Re: Khali REh gaye Hath…

Parveen aunty ne boht bura manaya hoga iss shair ki ye durgat dekh kar

Re: Khali REh gaye Hath…

parveen aunty ne kya kaha tha?

Re: Khali REh gaye Hath…

tu badalta hy to besakhta meri aankhen
apne hathon ki lakeeron main ulajh jati hein

Re: Khali REh gaye Hath…

** GPS lagwa lein **:rotfl::omg:

Re: Khali REh gaye Hath…

:emmy: hamare paas petro dollars nahin :barbie: