Khafa nahin thay....

Khafa nahin thay hum tum say magar ek baar mana ke to dekhtay
Muntazir thay hamesha tumhare magar haath barha ke to dekhtay

bas ek lafz zuban talak tum latay ke hum sab bhula dete
aay kash ke kabhi tum hal e dil suna ke to dekhtay

hamari khamoshi ko narazgi samjah bethe aae nadaan!
mushil tha magar anaa ki chadar hata ke to dekhtay

tere hathelioon main rukh chupa ke ro detay hum
bas kabhi hatheli apni phela ke to dekhtay

zindage bhar rahe ga afsoos keh tu ne to na manaya
kash ik baar hum hi tujhe gale laga ke to dekhtay

:cheegum:

Re: Khafa nahin thay…

wow dabba:omg:
o0o0oo :faizy:

Re: Khafa nahin thay…

:eek:

mara waaaaaa :lajawab:

Re: Khafa nahin thay…

:phati: dabba kya likhta hai

:jano:bohat khoob

bohat aala

zabardast

koi jawab nahi

:hayaa:

Re: Khafa nahin thay…

waki sahi kaha tum nay…kia likhta hai :hehe:

wah wah…:subhan:

Re: Khafa nahin thay....

achee koshish dabba g
Khuda karay zor e aamud aur zayada :)