khafa ka bandhan jo bandhay chalay ho tum
yaad rahey akaylay duniya may nahee ho tum
apnay tou kiya, bayganay bhi nahee ho tum
haqeeqat ko deykhou, afsaanay nahee ho tum
merey dost tou kiya, meri shayeeri bhi nahee ho tum
insaan ki tarha souchou, koi jaanwar nahee ho tum
Uss ki zaat say maango, koi kaafir nahee ho tum:D
Re: khafa ka bandhan...
Nice one.
Din buray hain, to lagay hain buray Hum
warna is tareef kay laiq kahan thay Hum
Re: khafa ka bandhan...
insaan ki tarha souchou, koi jaanwar nahee ho tum
:D
Nice one :D
Re: khafa ka bandhan…
nadim naa hou, abb itnay burray bhi nahee ho tum
par dil say muskaraou koi ziadah ghamkeen bhi nahee ho tum![]()