khabhi yaad aoo to is trha ..

Khabhi yaad aoo to is trha Kay lahoo ke sare tamazteen Tumehin dhoop dhoop may sammeet lain Tumehin harf harf mein souch lain Tumhein daykhnay ka jo shook hoo To dyaar hijr ke teergee ko Mizraa ke nook say nooch lain Khabhi yaad aoo to is Kay dilo nazar may utar sako Khabhi hud say hubso janoon barhay To hawaas ban kay bikhar sukho Khabhi khill sukoo subbay wasal may kubhe khoonay dil may sanwer sukoo mayray zakham phir say gulab hoon kubhee muskaraioo to iss tarah mayra durd bhurr kay gazal banay kubhee gunganaio to iss tarah mayree dharkunain be laraz uthain kubhe choot khaoo to iss tarah jo yay nahee to baray shook say subhee rabtay subhe zabtay kubhe dhoop chaayoon may toor do na sunno kissi ka azabay jan na kissi say apni khalash kahoo yoon khoosh raho yoonhe khoosh rahoo na ujar sukain na sanwer sukain kubhe dil dukhaoo to iss tarah na simit sukain na bikhar sukain kubhee bhool jayoo to iss tarah kissi toorjan say guzar sukain kubhee yaad aao to iss tarah

Re: khabhi yaad aoo to is trha ..

n a ghazal .. :-p ..


Sub say chup kar dard, jo woh muskaara diya
Uske hansi nay to aaj mujh rulaa diya

Lehzay say uth raha tha her aik dard ka duhaan
Chehra bata raha tha kay kuch ganwaa diya

awaz main tehroo tha annkon mein name thi
aur keh raha thay kay main na sub kuch bhula diya

janay kiya usko lagoon say theen shikayaten
tanhaaon kay des main khus ko basa diya

khabhi bhi owh hum say bichar kay ahdora say ho gaya
mujhe ko bhi itnay logo mein tanha bana gaya ..

Re: khabhi yaad aoo to is trha ..

very nice…:k::k:

Re: khabhi yaad aoo to is trha ..

:k:

:flower1:

Re: khabhi yaad aoo to is trha ..

humm i guess thanx guys .. :smiley: .. n don’t you think we need Bait Bazi back .. :bummer: .. this forum is so sunsaan .. :-S ..

Re: khabhi yaad aoo to is trha ..

wah wah..:k:

Re: khabhi yaad aoo to is trha ..

^^ thanx bongay :snooty: ..

Re: khabhi yaad aoo to is trha ..

wah .. bohat khoob!!

Re: khabhi yaad aoo to is trha ..

It’s beautiful ghazal, especially the first one :slight_smile: :hug:

Ya, and I think too Bait Bazi needs to be back.. Although I didn’t participate much, but it was fun reading :slight_smile:

Re: khabhi yaad aoo to is trha ..

Nice :k:

Re: khabhi yaad aoo to is trha ..

thanx everyone ..

KN jo hukam apka ;-) .. thread open ho gaya hai .. start plz .. :-D

Re: khabhi yaad aoo to is trha ..

GKK,

As usual bhaut heee khoobsurat intekhaab hai. thanx for sharin

T

Re: khabhi yaad aoo to is trha ..

WOW once again GKK kamal kar gayee haiN Bhaut khoobsurat

T