khabhi khusbo ..

Kabhi kushbo, kabhi jhonka, kabhi hawa sa lagay Juda ho kay bhi tu mujhe say jura jura sa lagay

Juda ho kay bhi tu mujh ko JuRa juRa sa lagay… Wah… :flower1:

Tnx Ghazal :slight_smile:

very nice.. GKK… :k:

lovely…:flower1:

buhut khoob

juda howey to dilon ko agar che dukh to huwa
kuli faza mai magar sans lina achcha lagaaaaa

^^ >>

Kitna aasaan tha apne se juda ho jana
Ishq ne zehan ka soda kabhi hone na diya
Umer rishton ke takaazay he nibhaate guzri
Zindagi ne mujay apna kabhi hone na diya

thanx everyone :flower1: ..

Nice1 :flower2:

Sab ka sath nibhaaney waaley
Khud kyun tanha reh jaatey hain..

beautiful. .:flower1:

Bohot khoob:)