kaafi arsay say sambhaal rakha tha
ek khat namaloom apni yaadon mein
kash yeh mujhe kisi nay likha hota
phir ehsaas jag gaya tanhaii ka
har baar ki tarah phir aah ubhari thi
ankhain phir darwaazay par thahari thi
par roz ki tarah kaam mein ulajh gayi
ek aur din ki chadar ehsaason par dhak gayi…
![]()
:k:
Good one...
Your Vision is really very good...how well you have narated your emotions...Great..
Keep writting...You really write well...