khaas

Re: khaas

muhabbat hi aam ko khas banati hai.. warna kisi main aisa khas hota nahin

Re: khaas

chhoTii bahr kaa she'r magar baat baRii bahr kii kah gayaa shaa'ir...lagta hai kanjoos hai! :D

har Khaas o aam ke liye hai yeh she'r! :p

Re: khaas

Khas tou subhi hotey hain...kuch zyadah khaas :@:

Re: khaas

bahr ?

Re: khaas

Bahar.... Length of the misra

Re: khaas

kash vo AAM hota :yummy:

:hehe:

Re: khaas

vo mango boy me apple girl

Re: khaas

Yaar yeh chakkar kia hai. do bandiyan apas main ishq lara rahi hain. Yeh to lihaf wali kahani lag rahi hai…

Re: khaas

:eek: aaj kal bandon ke aise hi samle aa rahe hain.. aap dil per na len. Lihaaf wala qissa aur hai

Re: khaas

Baraye meherbani sher k taraf tawajo farmaiye aur tasveer ko nazarandaz kijiye :)

Re: khaas

mainy dil par laik kar kiya karna hai. par yeh dekh kar herani horahi hia. jis nay bhi design banaya hai. kuch aesa hi soch raha hoga...

Re: khaas

:lahol: maine nai banaya :no:

Re: khaas

I know… I was not saying to you…

Re: khaas

Shakespeare said "Beauty is in the eyes of beholder", hence the concept of aam/khaas.

Re: khaas

Hur insan kisi na kisi k liye khaas hota hai

Re: khaas

Shakespeare might have stolen someones’ lines :hehe:

PS: :welcome: back

Re: khaas

mujy aj kisi ne aam khany ko kaha hy :smack:

Re: khaas

Wah bohut AlAa…

Musalsal kuch fit nahi araha :hmmm: