khaak ki tuqdeer main likha hai....

*Tumhay maloom hai kay hum ney
Kissi kay hijur main ye zindigi guzaari hai
Hur aik khusboo ki aahut per
Gumaan us ka guzarta tha
Hur aik saau’t main dil aankhoon main aaker
Baith jata tha
Kaii pehlu badulti khwahishain haathoon ko phelaaye
Duaaien maangti aur haanpti
Dil say guzurti theen
Magr jo hijur laahuq hai
Wo jism-o-jaan ka diwaarain giraata hai
Umeed-o-beem ki aankhoon say judaii kay
Saarey munzaroon ko
Khaak kerta aur mitaata hai
Soo hum bhi khaak hai
Aur
Bay-amaaN rehna… *

Kiya baat hai jee aap ke... Khuda Khush rakhay aap ko....

thanks for sharing....

very nice

Thanx Dilsay & Ameen.. :)

:k: thanks 4 sharin Vv…:slight_smile:

nice...

:k:

niceeeeee:k: