Keya Tha

Khvaab thaa yaa Khayaal thaa kyaa thaa
hijr thaa yaa visaal thaa kyaa thaa
‘Mussafi’ kal jo chup saa baiThaa thaa
kyaa tujhe kuchh malaal thaa kyaa thaa


[thumb=D]Untitled-12.JPG[/thumb]


:k:

good one :)

:k:
Is it yours ?

keya ??? feelings ? :slight_smile: or shairs ??? :smiley:

Ek hee baat hai :rolleyes:

very nice :)

Re: Keya Tha

[QUOTE]
*Originally posted by Eastern Thoughts: *

Khvaab thaa yaa Khayaal thaa kyaa thaa
hijr thaa yaa visaal thaa kyaa thaa
'Mussafi' kal jo chup saa baiThaa thaa
kyaa tujhe kuchh malaal thaa kyaa thaa


[/QUOTE]

Aap hi bataeiN na Amjad bhai...malaal tha ya kuch aur tha? Malalaal tha to kis baat ka aur kuch aur tha to kya? Anyway, nice work, thanx for sharing with us:)

Both are not mine then ! :( Amal yeh hi tu pata nahi chulla kay keya tha :(

[QUOTE]
*Originally posted by Eastern Thoughts: *


Both are not mine then ! :(


Amal yeh hi tu pata nahi chulla kay keya tha :(
[/QUOTE]

me *hath khara karing*batiey k wo kia tha :D

Re: Keya Tha

:k: nice one
PS: chup bethay they tu bata daitey na baat nahi karna ignore keon kia :crying:

:k: