Re: ketchup
haan na waisay bhi kaunsay mard hazraat aik khatooon ke saath khush reh saktay hian.. they always want more ![]()
Re: ketchup
haan na waisay bhi kaunsay mard hazraat aik khatooon ke saath khush reh saktay hian.. they always want more ![]()
Re: ketchup
jee naheeN.. tooT gaya tau samad bond lagaaiye :o name is bond, samad bond ![]()
Re: ketchup
yeh tau achi khaasi ilzaam taraashi ho gayee bulkay bohtaan
hai kay naheeN?
yahaaN aik sanbhaali naheeN jaati in mazloomoN say, aur aap unn ko Jannat maiN jaanay ki bashaarat day rahi haiN ![]()
Re: ketchup
haan true.. laikin i never used samad bong in pak... yukkk
Re: ketchup
jab aik zindagi main aajaty hai na.. tab say hi dosri sambhalne ki tayaar schuroo hojaty hia… kal aik true story aay thi tv par… baap ne beti ki best friend say shadi karli
![]()
Re: ketchup
main jab tak kha kar taste na karloan.. main osay use nahi karti ![]()
Re: ketchup
tau kiyaa huvaa:D? do you know the famous actor Dilip Kumar married Saira Bano even though Saira Bano’s mother had proposed Dilip Kumar before that:rotfl:
Mustaqbil ki Biwi say Haal ki saas tukk ka safar :biggthumb
Re: ketchup
kal kalaaN ko agar cynide use karnaa paR gayaa tau?
khair choRo, choohay maar dawaa kaisay use karti ho :halo: ?
Re: ketchup
no kidding… thats sucks yar… aakhri zamana aagaya hia…:S
aur kal ki baat hai.. i was watching alim online…jis main aik aunty america say phone karti hain she is like i ihave 5 daughters and my husband recently went to pak and got married
maannn u guys are such a jerk ![]()
Re: ketchup
kiss ko keh rahi ho:-|?
Re: ketchup
wo main ne chohay ko khila kar check ki thi :halo:
i said jab main koi cheez apnay oper use karti hoan ![]()
Re: ketchup
everyman in this earth..except my dad and brothers ![]()
Re: ketchup
Anti Lice kay liye kiyaa kiyaa ehtiyaati tadaabeer use karti ho? ![]()
Re: ketchup
Racist ![]()
Re: ketchup
main use nahi karti.. khud hi karte ho ![]()
Re: ketchup
stay away from u ![]()