~*~kese ko apna bana ka dekho...~*~

agar baharon na mujhe sa pocha
chamktay taron na mujhe say pocha
bataoo husan jahan kahan hai?
to barmla mein kaho gee in say
tumhein woh mere nazar say dekhay
tumharay jesa koi nahi hai
jo dast mein hai gahta ke sorat
chaman ke sorat, saba ke sorat
hai kitna masoom, kitna sada
tumhara wada…
magar bataoo ga tum yeh jana?
ho kohay kohay sa kis liey tum?
sakoon kis na tumhara lota?
yaqeen kesay tumhara lota?
chalo hoaa jo bohla bhi dalo
woh khat puranay jala bhi dalo
mein mante hoon!
tumharay dil ka jo sehahar urjra
ise basanay mein din lagein ga,
k kehkshaanon ka musafiron ko
zameen pe anay mein din lagay ga,
charrag yaadon ka jal rahay hain
inhein bohjanay mein din lagay ga,
jo ho sakay to ksese k katir
naya jahan tum basa ka dekho
kese ko apna bana ka dekho…

BY: Fakra Batool.

naya jahan tum basa ka dekho
kese ko apna bana ka dekho
:(

very nice:)

nice :k:

Re: ~~kese ko apna bana ka dekho…~~

:k: thanx for sharing :

kese ko apna bana ka dehko

wow nice one muuuuuuuuuuah :) bohat ache

ta ta ;)

Nice :flower2:

:k:

thanx everyone :flower1:

and Pyara sa dost i’ll reply very soon… soory i’m sort of busy…:flower1:

:k:

:k:

humm

bahut khoob Gkk!

very nice :k:

thanx everyone :flower1: :k: