~*~kese kali nay bhi dekha na aankh pahr kay mujhe~*~

*kese kali nay bhi dekha na aankh bahr kay mujhe guzar gaye jars-e-gul udaas kar kay mujhe mein so raha tha kese yaad kay shabstaa'N mein jaga kay chor gayay kaflay saher kay mujhe mein ro raha tha moqadar ke sakhat raho'n mein ura kay lay gaye jadoo tere nazar kay mujhe mein teray dard ke TughyaaniyouNt mein doob gaya pokartay rahay taray abhr abhr kay mujhe teray faraq ke raatein khabhi na bohlein gee mazay milay inhein raton mein umar bahr kay mujhe zara se deer tehrnay day Aa ghum-e-dunia! bula raha hai koi baam se utr kay mujhe phir aaj aye the aik moj'AAy haway traab suna gaye hai fasanay idher udhar kay mujhe*

TughyaaniyouN= lehrein ]

By: Nasir Kazmi

:)

:k:

Very Nice Gkk !

humm
hayy majbori e aayna

nice1...

anwar bahii, amirbilal, Lamhay appi, Azad and swera thanks a lot for liking:flower1::hug:

Beautiful :)

hmm am not kali but koyal hia ap ki gazal ko dono dnkhon main bhar bhar k dekha..:slight_smile: :k:

very nice, Ghazal......:)

Very nice

Vivo, koyal api :hug: , mertaab and dilsay thanks a lot for liking:flower1: :flower2: :flower1: