kesay yaqeen dilaoon

kesay yaqeen dilaoon, mujhay tujh se pyar kinta hai
kash keh tu khud hi jaanlay mujhay tuj se pyar kinta hai

bhulana chahoon tab bhi bhula na paoon tujhay
aye meray mehboob mujhay tera khayal kitna hai ??

dua karta hoon tu jahan bhi rahay khush rahay abaad rahay
tu nahi jaanti keh mujhay , tujhay khone ka gham kitna hai

guzar doonga zindagi tere khayal mein mehboob
shayad kabhi mil jaye, mere dil ko intizar ktina hai

ghalti bhi hui hogi tou shayad tujh se hi ‘King’
mohabbat bhi ki us se jo keh bewafaa kitna hai


I’m Gonna Be The Champ
The Way I Wanna Be

Nice…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


—~—Maria—~—
~Kiya haaq wo jeena hai jo apnay hi liyay ho
Khud mit kar kisi aur ko mitnay se bacha lay~

Nice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

keeeeeep it up :slight_smile:


MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï

thx .


I'm Gonna Be The Champ
The Way I Wanna Be
( Muhammad ALI )

good!! lush push