Kehte hain log tuj ko maseeha mgar yahan
Ik shakhs mar gaya hain tuje dekhne ke bad
Re: kehtay hain log
ye Larki kay liyay hai ke larkay kay liyay? ![]()
Re: kehtay hain log
nice
Re: kehtay hain log
joh bhi samjh lein
Re: kehtay hain log
Phir makeup kay bagair dekh liya hoga
Re: kehtay hain log
Phir makeup kay bagair dekh liya hoga
Hahahaha
Re: kehtay hain log
waiay aap amoma’n itna hastay nahi,
ya tu waqi ap ko hasi aye hai ya app tanzia hassay hai ![]()
Re: kehtay hain log
Aap kay iss comment say patta chul gaya kay aap multi hain aur baqi mein nay dhoondh liya. ![]()
Re: kehtay hain log
mein aap ko batana hi chahta tha isi liyay ye kaha… par kisi ko na bataye ga abhi ![]()
Re: kehtay hain log
sirf PK koh phir woh sub koh batta dey gee. ![]()
Re: kehtay hain log
buhat bharosay wala banda chuna ap nay bhi ![]()