kehtay hai....

kehtay hai chup chup rehtay hai woh aksar
zulfay bhi suna hai sunwara nahi kertay
din raat agar un k guzartay hai perayshaan
aram se tou hum bhi guzara nahi kertay

wah wah jaan leva ji

kiya kehna !

thanx