_dArd
1
Darya Kii Hawa Taiz Thii KaShtii Thii Puraanii
rOka Tha bOht Dil Ney MaGar Aik Na Maanii
Main Bheegtii AankhOn Sey Usey Kaisey HataaOn
mUshkil hAi bOht Abr Mein Dewaar Uthaanii
Kehnay kO Naii Baat kOii hO tO Suna’iyen
So Baar Zamaney Ney Sunii hAi Yeh KahaaNii
Kis Trah gUmaaN hOta mUjhey Tark e Wafa Ka
Aawaaz Mein ThehraaO Tha Lehjay Mein Rawaanii
Ab Main Usey Qaatil KahOn “Amjad” Key Maseeha
Kya Zakhm e hUnr ChOar Gya Apnii NiShaanii
Re: ~!! Kehnay kO Naii Baat kOii hO tO Suna’iyen !!~
interesting :k:
muncho
3
Re: ~!! Kehnay kO Naii Baat kOii hO tO Suna'iyen !!~
Main Bheegtii AankhOn Sey Usey Kaisey HataaOn
mUshkil hAi bOht Abr Mein Dewaar Uthaanii
Kis Trah gUmaaN hOta mUjhey Tark e Wafa Ka
Aawaaz Mein ThehraaO Tha Lehjay Mein Rawaanii
waah kia baat hay g!
Daanie
4
Re: ~!! Kehnay kO Naii Baat kOii hO tO Suna'iyen !!~
buhut khoob :)

nice :k: