Ke mehfilen akasar mujhe tanha kar jati hai !
Or tanhai phir mera saath nibhati hai !
Ke Tanhaiyon ka saath aab mujhe bahne laga hai !
Ke Tanhaiyon mein bhi mehfilon ka sarrur aane laga hai !
Ke na sikva hai na sikayat hai !
Humko tere pyaar mein bewafi ka , Ruswai ka !
Ke ranj hai to sirf teri judai ka !
Abb to jalim jamane par bhi mujeh pyaar aane laga hai !
Ro Ro kar aankho ka pani bhi sukh jane laga hai !
Sayad iss liye hi !
Mujhe Tanhaiyon ka saath aab mujhe bahne laga hai !
Mujhe Tanhaiyon mein bhi mehfilon ka sarrur aane laga hai !
tanhaa tanhaa ham ro le.nge mahafil mahafil gaaye.nge
jab tak aa.Nsuu paas rahe.nge tab tak giit sunaaye.nge
tum jo socho vo tum jaano ham to apanii kahate hai.n
der na karanaa ghar jaane me.n varanaa ghar kho jaaye.nge