Re: KayZ has been declared as a Shareef Baday Miyaan..
matlab ab mein certified Shareef aor Baday Mian b hu is liay dono ko khul kar mis use kar sakta hu.
Waisay Shareef Baday Mian ka to Jeddah mein Intaqal ho gia tha aor mein un ki jagha lainay ko tayar hu :D. But na to mairay pass bohat si mills hein aor na hi mairay dono baitay Ganjay hein ![]()