*<~~* Kaysa Lagay Ga *~~>*

Ban Jao’n Agar Tum Saa Tumhain Kaysa Lagay Ga
Har Pal Main Rahoon Tum Say Khafa Kaysa lagay Ga

Parrhtay Ho Mujhay Tum Jo Namazoo’n Ki Tarah Say
Ho Jao’n Agar Tum Say Qazaa Kaysa Lagay Ga

Tum Pyar Main Khud Ko Mittnanay Pay Ho RaazI
Ban Ja’ey Agar Pyaar Saza Kaysa Lagay Ga

**Khud Say Bhi Ziyada Ho Yaqeen Tumko Kissi Par
Woh Shakhs Hee Day Ja’ey DAGHA Kaysa Lagay Ga

**Tum aur kissi mahfil Ka diya Ban kar jalo par
Tanhai Milay Tumko Sila Kaysa Lagay Ga

Aadaab

Re: <~~ Kaysa Lagay Ga ~~>

Bohat khoob janab!:k:

Re: <~~ Kaysa Lagay Ga ~~>

Ban Jao'n Agar Tum Saa Tumhain Kaysa Lagay Ga
Har Pal Main Rahoon Tum Say Khafa Kaysa lagay Ga
Khud Say Bhi Ziyada Ho Yaqeen Tumko Kissi Par
Woh Shakhs Hee Day Ja'ey DAGHA Kaysa Lagay Ga

Tum aur kissi mahfil Ka diya Ban kar jalo par
Tanhai Milay Tumko Sila Kaysa Lagay Ga

bahut khoob :)

Re: <~~ Kaysa Lagay Ga ~~>

Thanx both of u :flower1:

Re: <~~ Kaysa Lagay Ga ~~>

:k:

Re: <~~ Kaysa Lagay Ga ~~>

Khud Say Bhi Ziyada Ho Yaqeen Tumko Kissi Par
Woh Shakhs Hee Day Ja'ey DAGHA Kaysa Lagay Ga

nice

Re: <~~ Kaysa Lagay Ga ~~>

zaberdast

Re: <~~ Kaysa Lagay Ga ~~>

Thanx everyone :flower1: