Koi dag-eDil koi malal ho
Ak kasmakash may hayat ho
Tujay Yo lagay kay ajab hay
ya zindagi bus ak kwab hay
na muhabatay na hasratay
Bus Kawahiso ka jall ho
Na rah-Guzar Na humsafar
Or Tum umer Bar Talash may
Jo Safar karo to rasta
katan bi ho andayar bi
jo dua karo to haat bi
na uttah sakay na tumjuk sako
Tanhaeeo may Sham ho
Suba bi bakqar ho
na ruk sakay na tu bula sakay
wo jis pay tuj ko bi naz ho
Kay Ya Diya jo jala hay umer bahar
Is ka bi to koi hisab ho
nice one!
:k:
[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *
nice one!
[/QUOTE]
thanx
nawazish
Re: Kay Ya Diya jo jala hay umer bahar
zabardast:k:
Kay Ya Diya jo jala hay umer bahar
Is ka bi to koi hisab ho
Wah ......... maza agia
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Kay Ya Diya jo jala hay umer bahar
Is ka bi to koi hisab ho
Wah ......... maza agia
[/QUOTE]
nawazish!