--- kay shikasataa ho tau aziz tar hai nigah-e-aainah saaz maiN ---

14786.ainah

please translate it in salees urdu...thanku :D

DOuble post ...

Anwaar bhai ..jazakallah ....

o love this shaer ......it was in my signature...

Angel ....

MEaning of this saher in sales urdu is ...

ISs dil ko bacha bacha kay na rakho .....apni kuwahishat ko ALLAh ki raza per qurban ker do ....kion ka ye dil jitna ALLAh ki yaad main totay ga utna hi ALLAh kay nazdeek pasnd hay ...

bihaari bhai:D poori nazam translate karnay ko kahaa thaa Angel nay :smiley: :hehe:

Anwaar bhai ..remember main bihari hoon :slight_smile:

Veryy nice.. Anwaar bhai.. :flower1:

very nice :flower1:

[QUOTE]
*Originally posted by bao bihari: *

Anwaar bhai ..remember main bihari hoon :-)
[/QUOTE]
LOL

thanks everyone else:p