shab-e-firaq ye ehsaas kis bala ka hai
kay dil chiragh hai aur samn'a hawa ka hai
sabhi hain noha balb kon kis ka dukh bantay
yaha to jo bhi hai ek marsia wafa ka hai
isay to khair say behud shooq-e-bakhia giri
magar sawal mery zakhm ki an’a ka hai
dar-e-qabool ko zid hai udhar kay bund rahay
magar yaha bhi kisay hosla dua ka hai
tabeeb-e-dil hai, magar hal-e-dil say begana
ajab haal mery dard ashn’a ka hai
chirag-e-jaan hai salamat to khariet jano
kay shab safar ki hai aur dasht karbala ka hai
Daanie
2
Re: kay shab safar ki hai aur dasht karbala ka hai
wonderful :)
Re: kay shab safar ki hai aur dasht karbala ka hai
very nice.
inspired this two liner
mukeet kyoon nahi kee, ehd-e-wafadaree, wohh khaloos-e-jaan, tum neye?
keye yeye tumhara tha ya heye, jata huva khazana, ubb seb jehan ka heye!
best,
Dushwari
muncho
4
Re: kay shab safar ki hai aur dasht karbala ka hai
highlighted ashaa'r wakieuy achay hain
Re: kay shab safar ki hai aur dasht karbala ka hai
buhat khoob
Re: kay shab safar ki hai aur dasht karbala ka hai

Ali_2
7
Re: kay shab safar ki hai aur dasht karbala ka hai
nice :k:
Koyal
8
Re: kay shab safar ki hai aur dasht karbala ka hai
V nice Shab :)
Re: kay shab safar ki hai aur dasht karbala ka hai

Re: kay shab safar ki hai aur dasht karbala ka hai
:aq:

achi haina.. wo bus chakkar agaye thay :%
Re: kay shab safar ki hai aur dasht karbala ka hai
meri biili kay sath chakar mat lagao 
Re: kay shab safar ki hai aur dasht karbala ka hai
ye billi meri hai :(
EEMAAN
14
Re: kay shab safar ki hai aur dasht karbala ka hai
Bohat khooob..
Aryaan
15
Re: kay shab safar ki hai aur dasht karbala ka hai
Very nice Shab-e-Hijar..
Azad
16
Re: kay shab safar ki hai aur dasht karbala ka hai
acha intekhaab :k:
Re: kay shab safar ki hai aur dasht karbala ka hai
***say to khair say behud shooq-e-bakhia giri
magar sawal mery zakhm ki an’a ka hai
*wah :k:
Lamhay
18
Re: kay shab safar ki hai aur dasht karbala ka hai
hamesha ki tarhan superb! shab e hijar ur postings gr8!
Re: kay shab safar ki hai aur dasht karbala ka hai
Good Choice :k: