IS
1
**Kesi Ranjish ko hawa do kay mein zinda hoon abi
muj ko ehsaas dila doo kay mein zinda hoon abi
meray ruknay say meri sansien b ruk jaien gee
faslay ayr barha do kay mein zinda hoon abi
chalti rahoon mein yonhi ankh lagi hay fakat
beerh logoo ke hata do kay mein zinda hoon abi
mat giraoo khud ko itna kay nazar mila na sakoon
laga do saray ilzam muj par kay mein zinda hoon abi **
Nazi83
5
mat giraoo khud ko itna kay nazar mila na sakoon
laga do saray ilzam muj par kay mein zinda hoon abi
nice :)
IS
6
[QUOTE]
*Originally posted by Nazi83: *
mat giraoo khud ko itna kay nazar mila na sakoon
laga do saray ilzam muj par kay mein zinda hoon abi
nice :)
[/QUOTE]
yea wala shiar mera apna hay jo kay mien nay is mein add kyia tha